
Saumya Sharma
389 days ago
हर हर महादेव 🙏 ॐ गं गणपतए नमः 🙏 मेरे सभी भाई बहनों को शुभ मंगलकामनाओं के साथ सुप्रभात वंदन 🙏🌹😊 आपका दिन शुभ व मंगलमय हो 🙏🌹😊

Comments (33)

Suresh Kumar
Aug 10, 2025
सदा खुश रहो मेरी प्यारी बहन 🙏

Saumya Sharma
Aug 10, 2025
haan bhaiya ji, kyuki yahaan sab alag alag jagah se post karate hain isiliye shayad, aur bhaiya ji maine apko bataya bhi tha ki main what's app pr jyada active nahi rahati,time hi nahi milta aaj bhi ghar aayi hui hoon isiliye phone pr hoon otherwise time hi nahi milta

Suresh Kumar
Aug 10, 2025
pahle aise hi my mandir par mera account 2 baar block kar diya gya tha

Suresh Kumar
Aug 10, 2025
You are absolutely right ✅️ isliye mai aapko what's app par comment karna hi like karta hun

Saumya Sharma
Aug 10, 2025
ye bahut achchhi baat hai ki Delhi mein mere ek bade bhai bhi rahate hain

Suresh Kumar
Aug 10, 2025
jab aapne puchha ki delhi me kahan rahte ho mujhe usi samay idea ho gya tha ki aap bhi delhi se ho sakti Hai

Saumya Sharma
Aug 10, 2025
haan bhaiya ji,pr Dwarka door hai mere ghar se, aur ye social app hai isiliye main jagah nahin batati

Suresh Kumar
Aug 10, 2025
Delhi me kahan rahte ho

Suresh Kumar
Aug 10, 2025
kya aap bhi Delhi me rahte ho?
