
Shobhit Bhardwaj
430 days ago
🌺 राधे राधे जी 🌺 आप में से कौन कौन mymandir app🛕 के पुराने users हैं? क्या आप लोगों को app पसंद आ रहा है? हम इसे बेहतर बनाने के लिए अपने स्तर पर क्या क्या कर सकते हैं?🙏
Comments (14)

Shobhit Bhardwaj
Jun 26, 2025
Namaste Pannalal ji, aapne bahut hi sahi baat kahi hai. mymandir app dharmik community banane ki disha me bahut acha kaam kar rahi hai, hume chahiye ki hum kaise dharmik praviti ke devotees ko mymandir app ka hissa bana paaye taaki ye parivar or bada ban sake.

Pannalal Chouhan
Jun 26, 2025
बहुत सुन्दर हमारा धार्मिक संगठन पहले की तरह नहीं रुके ऐसा ठोस कदम उठाने पर विशेष निर्णय लेना चाहिए

Shobhit Bhardwaj
Jun 26, 2025
Namaste Milind ji, kya aap bata sakte hain aap konsi bhasha app me dekhna chahte hain? aap apne sujhaav mymandir team ko whatsapp par bhi bhej sakte hain.

मिलींद पाटील
Jun 26, 2025
मै पहले से माय मंदीर ऑप का उपयोग करता हूं। ये पहले जैसा नही है। पहेले सभी भाषा का ऑप था । बहुत कुछ कथा आती थी और सिख भी मिलती थी।

Shobhit Bhardwaj
Jun 26, 2025
Namaste Prabha ji, apka firse swagat hai. apne sahi kaha app ne dharmik community ko sabse pehle jodkar bahut acha kaam kiya hai. baaki thode bahut badlaav to samay ke sath hume dekhne ko mil hi jaayenge.

प्रभा त्रिपाठी
Jun 26, 2025
जय श्री राम सीताराम सीताराम हम भी पहले वाले में थे वह बहुत अच्छा था खैर कोई बात नही कम से कम सब अच्छा h थोड़ा और बदलने की जरूरत h जय श्री राम राम सीताराम सीताराम 🙏

Shobhit Bhardwaj
Jun 26, 2025
Namaste Prem ji, aapka swagat hai. Panchang, or baaki content ko lekar meri whatsapp pe mymandir team se baat hui thi jisme unhone bataya tha ki wo is disha me kaam kar rahe hain or isme thoda samay lag sakta hai. lekin nischit taur pe users ke badhne ke sath sath hume mymandir ki taraf se bhi content dekhne ko mil sakta hai jaise pehle hua karta tha.

प्रेम कुमार
Jun 26, 2025
🙏🙏 राधे राधे जी 🙏 जी हां हम भी पुराने मेंबर हैं क्या पहले वाले फिचर आ सकतें हैं पहले वाले में पंचांग आता था और अडीओ भजन आते थे

Shobhit Bhardwaj
Jun 26, 2025
Namaste Rama devi ji, aapki samsaya se main awgat hu. ek baar aap mymandir app ko update karke koshish kare. or agar tab bhi aapko samsaya aati hai to aap whatsapp par mymandir ki team se baat bhi kar sakti hain.

Rama Devi Sahu
Jun 26, 2025
Radhey Radhey Jii 🙏 Mai bhi Ek Purani User's hnu, Meri tho Photo or Video Post Upload hota hi nhi... Kya kre Bata dijiye 🙏
